Sunday, January 27, 2013

hum to ghbraa kar kehte hai ki mar jaayenge

ho giya bewafa aaj sara jahaan ab ye toota hua dil hum dikhaain kise, 
kaun hai jo sune pyar ki daastaan dil tadaphta hua hua dil dikhaain kise.


hum to ghbraa kar kehte hai ki mar jaayenge, 
par sochte hai ki mar kar bhi jee na
laga to kahan jaayenge.


dil diya atbaar ki hadd thi,
jaan de di pyar ki hadd thi,
mar gaye hum or khuli rahi aankhe
yeh tere intzaar ki hadd thi.


Ek muddat se meri socha ka MANZAR tu he, Ek muddat se meri jaan k ANDAR tu he,
Main tere pyar k SAHIL pe khud hi hun tanha
Meri chahat meri ulfat ka SAMUNDAR tu he..


Karoge Yaad Hame K Zamane Ko,
Jab Hum Jayenge Kabhi Na Aane Ko,
Chedega ZIQR koi Jab Hamara Mehfil Me,
To Chale Jaoge Tanhayi Me Aansu Bahane ko..


aaj door se koi salam kar gaya.
apni yadoo ka gulam kar gaya.
apni gervi rakh kar khreda tha jeese aaj vahi mujhe neelam kar gaya.


har tinke ko kinara na samajh,
har dost ko sahara na samajh,
har nazar mai fark hota hai har nazar ko ishara na samajh.


Arz kiya hai...
Sharm to unhen aati hai jo sarm se sarmate hain.
Wah.wah....

Sharm to unhen aati hai jo sarm se sarmate hain..
Hum to besharm hain
Sharm hami se sarmati hai.


dil ka dard dil todne wale kya jane,
pyar ke revazon ko zamana kya jane,
hoti hai kitani takleef ladki patane mein, ye ghar pe beitha ladki ka baap kya jaane


Dard Hashi Me B Hota He,
Koi Rokar Samjaye Ye Jaruri To Nahi
Smaj Lena Chahiye Lafzo Ka Takaza,
Koi Dil Cheer K Dikhlaaye Ye Jaruri To Nahi

No comments:

Post a Comment