Tuesday, January 29, 2013

Mere dost se pyaar!

Jaanta tha ki woh karegi bewafai,
par ye jaankar bhi mai kar baitha usse wafai,
jo kabhi kaha tha ki jaan bhi de denge mere liye
par aaj usne meri hi jaan le li kar ke bewafai.

Humare honth lal hai to kya
tumhare honth kaale hai?
bewafai ki top ho tum aur
kehte ho dilwale hai.



Mere dost se pyaar!
Na woh inkaar karti hai na woh ikraar karti hai
kambakht mere hi sapno mein aakar mere dost se pyaar karti hai.

Nibhaya na gaya

Mere dil vich si thikana usda
do kadam vi usto aaya na gaya
main puchhia kyon todia tu vada mera
ta has ke keha bas nibhaya na gaya

No comments:

Post a Comment