Sunday, January 27, 2013

Shayar to hote hai kamaal

Arz kiya hai !
Shayar to hote hai kamaal ,

Shayar to hote hai kamaal ,

Par hum to 'JAAN' teri AASHIQI se maala maal .


Phulo ki taarif to sab kiya karte hai,
badi mushkil se log kanto pe gaur kiya karte hai,
maali to sirf naam ke hote hai,
phulo ki hifajat to kante hi kiya karte hai


Raston mein pathron ki kami nahi hoti,
dil mein khwabo ki kami nahi hoti,
hum chahtehai unko apna banana,
par unke paas apno ki kami nahi hoti!


Yaadaon ki keemat wo kya jane jo khud ki yaadaon ko mitadiya karte,
yaadaon ka matlab toh unse pucho jo yaadaon ke sahare zindagi jiya karte hain...


ham se koi Gila ho jaye to "SORRY"
aapko yaad na kar paye to "SORRY"
waise dil se aapko bhulenge nahi per
dhadkan hi ruk jayeto"SORRY"


u mili ki mulakaat na ho saki
honth khule per baat na ho saki
meri khamos nigahe har baat kah gai,
aur unhe sikayat hai ki baat na ho saaki,


mei tanhai ka mujhe gila nahi,
kya huwa jo koi mujhe mila nahi,
fir bhi duwa karenge tere waste,
tujhe wo sab kuch mile jo mujhe mila nahi


Pyar Ne Diye
Bohot Sare Gum

Pyar Ne Diye
Bohot Sare Gum
Jisko Nahi Diya Pyar ne gum
.
.
.
.
..
.
.
.
.
.
.
WO SIRF Bajirao SINGHAM


Woh mil jatey hain kahani bankar
Dil mein bas jatey hain nishani banka,
Jinhe hum rakhte hain apni aakhon main
Kyun nikal jatey hain woh pani bankar!!.


Kisi shayar ne kya khoob farmaya he....
Wo Ati he meri Qabr pe apne hamsafar ke sath kon kahta he dafnane ke baad jalaya nhi jata he.

No comments:

Post a Comment