Tuesday, January 29, 2013

Nazro ki tarif kya kare,

Nazro ki tarif kya kare,
nazre to hai bewafa,
zukhti hai kabhi to kabh hai uthti,
karti nahi yeh kisi se bhi wafa. 

Wafaa ka naam na lo yaaro,
wafaa toh dil ko dukhaati hai.
sach toh yeh hai ke wafaa ka
naam lene se,
phir ek bewafaa ki yaad aa jaati hai..

Kabhi to ki hogi suraj ne chaand se mohabbat,
tabhi to chaand me daag hai,
mumkin hai ki chaand ne ki hogi bewafai,
tabhi to suraj mein aag hai ..


Mar mar ke koi kaise jeeta hai tu bhi jaan jati

Judai ka dard kya hota hai
tu kya jane,
hanste hue bhi dil kaise rota hai
tu kya jane,
koi ishq mein pagal kaise hota hai
tu kya jaane,
koi mar mar ke kaise jita hai
tu kya jane,
tere ishq mein ham kis kadar pagal
ho gaye tu kya jane,
kaash jo pyar hum ne tere liye
dil mein daba rakha tha
tujhe bataa paate,
to ye judai ka dard kya hota hai
hanste hue koi kaise rota hai
mar mar ke koi kaise jeeta hai
tu bhi jaan jati
aur iss kadar hame har din maut na aati 

No comments:

Post a Comment